Azeem baadshah Lyrics

Difficulty: Novice / Language:
No ratings yet
Chords font color
Chordsver Blue
Purple
Green
Orange
Font Size
Hide Chords
Select Key / Transpose
Speed: 1.0
Khudawand azeem baadshah, 
Khudawand ke huzoor aao
Aao saari duniya ke logo
Aaj naya geet gao
Khudawand ka naam Mubarak kaho
Uski najaat ki khushkhabri do-2

Duniya mein uske jalaal ka
Logon mein uske har kaam ka
Karo bayaan uske geet gao
Sabse azeem, woh sabse badaa
Jisne aasmaan banaya, uske huzoor aao

Sajda karein paak dil se yahan
Zinda qurbaani laye yahan
Khush hai aasmaan zameen geet gaaye
Jungalon ke ped bhi gunguna rahe
Kyunki aaj aa raha hai Woh
Aaj tum zuroor aao
Khudawand azeem baadshah…
ARTIST INFO
Chord Sheet by
Chordsver Team
Song Title on Youtube:
Video Not Available